Thursday, December 27, 2012
Wednesday, December 26, 2012
फिर जो बोलोगे तुम हम कर जायेंगे

तुम मेरे जीवन में फिर आ जाओ
तुम मुझे एक बार अपना कह जाओ
फिर जो बोलोगे तुम हम कर जायेंगे
Who waqt se pahle hi so gay
Vade ik sapne ki tarah ,
din ke ujale mein kho gay ,
Jin ke sene per sar rakh ke hame
rona tha
Who waqt se pahle hi so gay
Monday, October 15, 2012
Naam Likh Likh Kar Mitana Bhool Jata Hoon
Us Ka Naam Likh Likh Kar Mitana Bhool Jata Hoon
Us Ko Jab Yaad Karta Hoon Bhulana Bhool Jata HoonBohut C Aisi Baatain Hain Jo Mere Dil Mein Rehti Hain
Magar Jab Us Se Milta Hoon Sunana Bhool Jata Hoon
Us Ke Bad Ab Her Pal Bari Mushkil Se Katta HaiMein Aksar Us Ko Khawabon Mein Batana Bhool Jata Hoon
Mein Her Sham Kehta Hoon Ke Us Ko Bhool Jaon Ga
Magar Jab Subha Hoti Hai Tu Bholana Bhool Jata Hoon
Apne Dil Se Mita Kyon Nahin Dete
Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyon Nahin Dete,
Jo Jaa Chuka Hai Us Ko Bhula Kyon Nahin Dete.
Mujrim Hoon Main Tera Mujhe Itna To Bata,
Khamosh Khade Ho Kyon Saza Kyon Nahin Dete.
Use Jis Ke Zakham Hain Inaayat Teri,
Gar Hai Tumhare Paas To Dawa Kyon Nahin Dete.
Kayee Ghar Nahin Baste Hain Jin Ki Vajah Se,
Un Adhjali Rasmon Ko Jala Kyon Nahin Dete.
Us Ne Tumhari Khaatir Kya Kya Nahin Kiya,
Tum Us Ki Wafaaon Ka Sila Kyon Nahin Dete.
Dunya k sitam Yad na apni hi waafa Yad
Dunya k sitam Yad na apni hi waafa Yad
ab muJ ko nhi kuch bhi muhabt k siwa Yad,
chaerra tha Jise pehly pehal teri nazr ne
ab tk hai wo ik naghma be'saz_o sda Yad,
kya lutf keh main apna pta aap btaaon
kiiJiye koi bhooli hui khas apni adda Yad,
Jb koi Haseen hota hai sargarm_e nawazish
us waqt wo kuch aur bhi aate hain sawwa Yad,
kya Janiiye kya hoga arbab_e Junno'n ko
marne ki adda Yad na Jeene ki adda Yad,
mudat hui ik hadsaa_e ishq ko lekin
ab tk hai tere Dil k dharakne ki sda Yad..!!
ab muJ ko nhi kuch bhi muhabt k siwa Yad,
chaerra tha Jise pehly pehal teri nazr ne
ab tk hai wo ik naghma be'saz_o sda Yad,
kya lutf keh main apna pta aap btaaon
kiiJiye koi bhooli hui khas apni adda Yad,
Jb koi Haseen hota hai sargarm_e nawazish
us waqt wo kuch aur bhi aate hain sawwa Yad,
kya Janiiye kya hoga arbab_e Junno'n ko
marne ki adda Yad na Jeene ki adda Yad,
mudat hui ik hadsaa_e ishq ko lekin
ab tk hai tere Dil k dharakne ki sda Yad..!!
Kash nadiyo mein pani nahi dud hota
Kash nadiyo mein pani nahi dud hota ,
to koi bhi yaha bhukha na sota ,
Kash ! dharti per mitti nahi sona hota ,
To aaj ka insan lalch se bach jata ,
Kash ! payro per fool nahi kapra ughta ,
To koi bhi aaj is sardi se nahi tuterta ,
Kass ! hawa mein dhuva nahi khusbu hoti ,
To perdusan se kisi ki mout nahi hoti ,
Kass ! dil mein sabhi ke pyaar hota ,
To koi kisi ka bura nahi sochta .
to koi bhi yaha bhukha na sota ,
Kash ! dharti per mitti nahi sona hota ,
To aaj ka insan lalch se bach jata ,
Kash ! payro per fool nahi kapra ughta ,
To koi bhi aaj is sardi se nahi tuterta ,
Kass ! hawa mein dhuva nahi khusbu hoti ,
To perdusan se kisi ki mout nahi hoti ,
Kass ! dil mein sabhi ke pyaar hota ,
To koi kisi ka bura nahi sochta .
Subscribe to:
Posts (Atom)
