Wednesday, February 6, 2013

Phool Khilte Rahein Zindgi Ki Raah Mein



Phool Khilte Rahein Zindgi Ki Raah Mein
Hassi Chamakti Rahe Aapki Nigaah Mein
Kadam Kadam Par Mile Khushi Ki Bhaar Aapko
Dil Deta Hai Yehi Dua Baar-Baar Aapko
Happy Rose Day

Happy Rose Day



Wo Pehla Phool Jo Tumne Mujhe Diya Tha
Laker Apni Bahon Mein Kitna Pyar Kiya Tha
Wo Phool Mene Aaj Tak Sambhal Ker
Apni Prem Kahani Ki Kitaab Mein Daal Ker
Happy Rose Day

Wednesday, January 30, 2013

Ek wohi to hai hamraaz mera



Jo fursat mile to chand se Mere dard ki kahani poch lena,
Ek wohi to hai hamraaz mera tere so jany k baad.

Lab Khamosh Hote Hain



Lab Khamosh Hote Hain Jab Tum Saamne Aati Ho
Dil Dhadakta Hai Jab Nigaahein Milaati Ho
Saans Ruk Jaati Hai Jab Muskuraate Ho
Bhoot Ho Kya Jo Tum Itna Daraate Ho

Wednesday, January 16, 2013

Meri Neend Lauta Kyon Nahin Dete

Tumhein Mujh Se Mohabbat Hai Jaanta Hoon Main, 
Ye Baat Apne Lab Se Bata Kyon Nahin Dete. 

Anmol Khazana Hain Muskurahatein Teri, 
Thoda Sa Ise Mujh Pe Luta Kyon Nahin Dete. 

Wo Aag Jo Dil Mein Lagaai Thi Kabhi Tum Ne, 
Wo Aag Aaj Khud Hee Bujha Kyon Nahin Dete. 

Ek Arsa Hua Chain Se Soye Huye Hum kO 
Mera Chain, Meri Neend Lauta Kyon Nahin Dete

Saturday, January 5, 2013

वीर चले है देखो लड़ने


वीर चले है देखो लड़ने,
दुश्मन से सरहद पर भिड़ने,
तिरंगाशान से लहराता,
शुभाशीष दे भारतमाता,

जोश से सीने लगे है फूलने,
कदम लगे है आगे चलने,
अपनों से ले रहे बिदाई,
माँ की छाती है भर आई,

शहीद हो पर ना पीठ दिखाना,
भारत माँ की लाज बचाना,
हुक्म यहाँ की माँ है करती,
बेटे की कुर्बानी से नहीं डरती,

दोनों ही करते है कुर्बान,
माँ ममता को,जान को जवान,
इसीलिए तो हैमेरा भारत महान
सबका प्यारा हिन्दुस्थान