Thursday, January 21, 2016

barson se



nind se mera talluq hi nahin barson se,
 khwab aake meri chat pe tahalte kyun hain.
 mod hota hai jawani ka sambhalne ke liye,

 aur sab log yahin aake phisalte kyun hain.

1 comment: